India kyun rehgya China se piche minerals Export mai padhiye puri news?
India kyun rehgya China se piche minerals export mai padhiye puri news?
Jese ki hume pta hai ki India puri duniya mai sabse zyda minerals import karta hai har saal jiss mai hum sabse zyda
- Energy
- Aerospace
- Defence
- Transportation
- Semi conductor Chips
iss chizo mai use ki jati hai. India minerals imports mai sabse adhik isliye kyun hai ki India ke pass advance machine nhi hai minerals excavation karne ke liye or humare pass adhik minerls sites bhi nhi hai jese ki report mai bataya jata hai ki CHINA , VIETNAM aur RUSSIA ke pass duniya ka sabse adhik hone wala minerals sites hai jiss ki puri duniya mai dominant karte hai or larger exporter bhi hai. Critical minerals jese Lithium cobalt, Nickel, Germinum, Strontium, Graphite mai China ke pass hai sabse zyda major sites.