Kya hai Delhi Waqf Board case mai AAP MLA Amanatullah kyun hue arrest?
Delhi Waqf Board, ek aisa board hai jo Delhi ke waqf properties ka management karta hai. Yah board sirf ek sarkari agency nahi hai, balki ek aisi sanstha hai jo samaj ke liye bahut mahatvapurn role nibhati hai.
Delhi Waqf Board Kya Hai? Delhi Waqf Board, ek statutory body hai jo waqf properties ka administration aur management karti hai. Waqf properties wahi properties hoti hain jo dharmik ya samajik kaamon ke liye daan di gayi hoti hain. Yeh board, 1995 ke Waqf Act ke tahat aata hai aur iska maqsad waqf properties ko sambhalna aur unka sahi istemal karna hai.
Delhi Waqf Board Ka Kaam: Delhi Waqf Board ka mukhya kaam waqf properties ki dekh-rekh aur unka management karna hota hai. Yeh board, waqf properties ki hifazat karta hai aur unse aane wale revenue ka istemal gareebon ki madad ke liye karta hai. Board, dargah, kabristan, masjid, madarsa aur anye dharmik sthal jaisi properties ka management karta hai.
Amanatullah par aroope hai ki unn ne illegally bhoot sare bande appoint kiye hai bhoot sari post ke liye, jiss ko iss board ko koi zaroorat nhi thi iss wajah se sarkar ko kafi nuksaan uthana pada hai or Amanatullah ko iss se bhoot fayada mila hai jinke naam hai Jawed Imam Siddiqui, Daud Nasir, Zeeshan Haider, and Kausar Imam Siddiqui.
1 COMMENTS