PM modi ne launch kiya hai Pradhan mantri jan arogya yojna 5 lakh ka health benefits janiye puri news
PM modi ne launch kiya hai Pradhan mantri jan arogya yojna 5 lakh ka health benefits janiye puri news
Prime Minister Narendra Modi ne Monday ko kiya expand Ayushman Bharat pradhan Mantri Jan Arogya Yojana (PM-jay) ko jisme abb nhi rahega koi income proof aur 70 saal se adhik hone wale aadami utha sakte hai 5 lakh ka health ka benefits.
Benefits
- free hospital treatment milega 5 lakh tak ka jin logo ki umar hai 70 or adhik hai.
- Iss scheme ka fyda uthane ke liye banwana padega Ayushman Vaya vandana card jis hoga labh.
DELHI or WEST BENGAL ke logo ko nhi mil payega iss iss scheme ka labhh pradhan mantri ne ninda ki state govt ko.
PM ne launch kiya 12,000cr ki yojna ayurveda day prr jis milega ayurveda ko badhava new scheme karnge launch AIIMS ke nursing department mai or health service provide ki jayegi drone or helicopter ke through.