AURA (2025) Aliah University’s Research Aspiration, Tech fest !!!!!
AURA 2025, Aliah University ne apna academic session ka safar 2008-2009 mai shuru kiya jis ko CM Mamta Banerjee ke through 2011 mai in inaugurate kiya gya tha . Iss university banane ka vision tha higher education or research field mai progress karna. Parliament ka Act 2007 section 3(3), ke through iss university ko status mila Minority educational institution. Ye ek autonomous body hai jo Department of Minority Affairs and Madrasah Education, Government of West Bengal ke under ati hai. Iss university mai sabhi religion ke bacche padhte hai or Iss university ka main aim hai zyda se zyda higher education pahuchana socially bhi or economically.

AURA (2025) Aliah University’s Research Aspiration, Tech fest !!!!!!!!!!!!!!!

AURA ek Aliah University’s ka technical festival hai jo har saal february mai conduct kiya jata hai jiss ka registration January se start ho jata hai. Iss fest mai participate karne ke liye Aliah university ke student ko koi fees nhi deni hoti lekin agar app dusri university hai to app ko 1000/rs pay karna hota hai as participants. Teams mai maxium 4 members allowed hai or minimum 2 members.
Selection criteria
preliminary Round – 25 Feb 2025
Final Selection – 27 Feb 2025